Atif Aslam Main Rang Sharbaton Ka Lyrics


Main Rang Sharbaton Ka by Atif Aslam

Khwaab Hai Tu
Neend Hoon Main
Dono Mile
Raat Bane.
Roz Yahin
Maangu Duaa Teri Meri
Baat Bane.
Baat Bane.
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka Tu Meethe Ghaat Ka Paani
O Yaara Tujhe Pyaar Ki Batiyaan
Kya Samjhawaan
Jaag Ke Ratiyaan Roz Bitaawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon
O Yaara Tujhe Bolti Ankhiyaan Sadke Jawaan Maang Le Pakiyaan Aaj Duawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon
Maine Toh Dheere Se Neendon Ke Dhaage Se
Baandhaa Hai Khwaab Ko Tere
Main Na Jahaan Chaahoon
Na Aasmaan Chaahoon Aaja Hisse Mein Tu Mere
Tu Dhang Chaahaton Ka
Main Jaise Koi Naadaani
Tu Dhang Chaahaton Ka
Main Jaise Koi
Naadaani Mujhe Khud Mein Jod De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani
Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani Tere Khayalon Se
Tere Khayalon Tak
Mera Toh Hai Aana Jaana
Mera Toh Jo Bhi Hai
Tu Hi Tha Tu Hi Hai
Baaki Jahaan Hai Begana Tum Ek Musaafir Ho
Main Koi Raah Anjaani
Tum Ek Musaafir Ho
Main Koi Raah Anjaani
Mann Chahaa Mod De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Main Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
Mujhe Khud Mein Ghol De Toh
Mere Yaar Baat Bann Jaani Rang Sharbaton Ka
Tu Meethe Ghaat Ka Paani
O Yaara Tujhe Pyaar Ki Batiyaan
Kya Samjhawaan
Jaag Ke Ratiyaan Roz Bitaawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon O Yaara Tujhe Bolti Ankhiyaan Sadke Jawaan
Maang Le Pakiyaan Aaj Duawaan
Isse Aage Ab Main Kya Kahoon.

Recently Searched Lyrics

Recently Viewed Lyrics